Tuesday 17 April 2012

Ek purani kitab se..


1. Chup chap si baithi rahi sirhane mein,
Kal raat neend aankon mein aane ko raazi na thi…

2. Roothna aata nahi hai ab tak humko,
Roothkar khud hi bhool  jaatien hain ke kis baat par roothe the

3. Who aankhe ab khamosh si rehti hain aksar,
Jo pehle lafzon ko saadgi se bayaan karti thi
Ab na lafz hain, na koi ehsaas nazar aata hai,
Maano ke kehne ko kuch bacha hi nahi

2 comments:

  1. Chup chap si baithi rahi sirhane mein,
    Kal raat neend aankon mein aane ko raazi na thi…

    liked it..

    ReplyDelete
  2. Sometimes it only takes the first line to have magic in order to weave a spell on the rest as well. ;)

    ReplyDelete